Aik goun mei aik larka rehta tha jis ka naam Ali tha Ali bhot zaheen bacha tha Lekin Ghar k Bure halat ki wajah se wo perhai nhi kr Sakta tha log bhi Ali ki zahanat ko dekh kr Khush hote the aik din goun mei aik theke dar aya us ne Ali ke bare mei suna or isse Apne sath Shaher le aya us ne Ali ko kaam sikhaya or khuch mahino baad Ali ne apna kaam Shuru kr liya or Ali ne wapis aa kr Apne or apney gauon walo ki madad ki
hi
Public
il y a 8 mois
Échantillons
Il n'y a pas encore d'échantillons audio