Ajeeb baat hai na, kabhi jin logon se baat kiye bina ek din nahi guzarta tha, aaj unki yaadein hi saath reh gayi hain. Hum badle nahi, bas zindagi ne kuch cheezen samjha di. Ab na shikayat rehti hai, na umeed... sirf kuch yaadein hain jo raat ki khamoshi mein aksar aankhen nam kar jaati hain.