bikhra ke zulfe chaman me na jaana, kyo is liye, ki sharma na jaaye phulo ke saaye mohabbat ke nagme tum bhi na gana,kyo is liye, ki bhanvara tumhaari hansi na udaye bikhra ke zulfe chaman me na jaana, kyo is liye, ki sharma na jaaye phulo ke saaye mohabbat ke bhanvare ki pahchaan kya ye kaliyo se puchho hame kyaa pata mohabbat ke bhanvare ki pahchaan kya ye kaliyo se puchho hame kyaa pata kahi sikh lenaa na iski adaa zubaan par kabhi baat aisi na lana, kyo is liye, ki duniyaan se rasm-e-vafaa mit na jaaye mohabbat ke nagme tum bhi na gana, kyo is liye, ki bhanvara tumhaari hansi na udaye
ur
공개
3 months ago
샘플들
아직 오디오 샘플이 없습니다
