I am not just a girl. Iam a fire Subah se shaam tak mehnat ki kahaani Har choti choti jeet badi hai nishaani Cycle se chali thi ,rocket tak jaagi Jo socha tha tha use karke dekhaaygi School ki class ho ya cricket ka ground Science lab ho ya business ka town Coding karein ya ,gaayein geet pyaare Har field mein hain hum sab pe Bhari School ho ya ground har jagah chhayi Science ,sports ya meena ki daayi Roke jo rasta ,unko hamara kaam bata dein hum vo lehar hain Jo sabkuch baha. Dein I am not just a girl I am a fire I am a flame Breaking every boundary ,rising in the game Zameen se uthi hoon ,aasman chhoona hai jo kehte the unko aaj sunnana hai Ghoonghat hata diya ,darr hata diya Mujhe rokne wale ka khwab mita diya Na Rani ki moorat ,na chup rehne wali Mein hoon vo awaaz jo kabhi na jhukne wali book ho ya boxing her field mein hoon jis raah pe chali ,wahan chingari hoon because I am not just a girl I am a fire
