Psidd

Psidd

@U P king
0Использование
0Акции
0Нравится
0Сохранено пользователем

Dil Ko Karaar Aaya" Dua bhi lage na mujhe Dawaa bhi lage na mujhe Jabse dil ko mere tu laga hai Neend raaton ki meri Chaahat baaton ki meri Chain ko bhi mere tune yun thaga hai Jab saansein bharu main Band aankhein karoon main Nazar tu yaar aaya Dil ko karaar aaya Tujhpe hai pyaar aaya Pehli pehli baar aaya O yaara... Dil ko karaar aaya Tujhpe hai pyaar aaya Pehli pehli baar aaya O yaara... Aa... Oo... Hmm... Har roz puche yeh hawaayein Hum to bata ke haare Kyun zikr tera karte hai humse taare Har roz puche ye hawaayein Hum to bata ke haare Kyun zikr tera karte hai humse taare Ab kisse hai tere Inn hothon pe mere Izhaar aaya yaara... Dil ko karaar aaya Tujhpe hai pyaar aaya Pehli pehli baar aaya O yaara... Aa... Dil ko karaar aaya Tujhpe hai pyaar aaya Pehli pehli baar aaya O yaara...

ur
Общественность
Образцы
Пока нет образцов аудиозаписей.