Aaj main kaafi dino baad apne YouTube channel ke liye video bana raha hoon. Aaj main iftar party mein shamil hone nikla tha aur main aap logon ko dikhana chahta hoon ki dekhiye yahan kitni lambi line lagi hui hai. Uske baad main andar gaya, aur yahan bhi bahut zyada log hain, jaisa ki aap dekh sakte hain. Mere bagal mein Sudan ke kuch log bhi the. Agar aapko mera video pasand aaya ho, to like karein aur channel ko subscribe karein
ur
Público
há um ano
Amostras
Ainda não há amostras de áudio
