Thung Thung: "Sab mujhe noob bolte hain... Mera gameplay bhi bilkul accha nahi hai. Samajh hi nahi aa raha main kya karun... Haan! Ek kaam karta hoon, Sarkar Gaming se baat karta hoon. Shayad unke paas koi solution ho." "Sarkar Gaming, please kuch karo na... Sab mujhe noob bolte hain, mera mazaak udaate hain..."