Fish Audio
Fish Audio
Início
Descoberta

Produtos

Estúdio de Histórias
Texto para voz
Criar Voz
Efeitos Sonoros
Separação de Áudio
Fala para Texto
Novidades
Tutoriais
Atualize Agora
Deb Saha

Deb Saha

@Loca Pc
Utilizações0
Ações0
Gostos0
Salvo por0

Raaton mein tera naam liya Khud se hi baatein karta raha Tu kehke gayi "thoda ruk ja" Main bas wahi rukta raha Sapne sajaye tere liye Par tu kisi aur ki ho gayi Pal pal tera intezaar tha Dil ko sirf tujhse pyaar tha Tu keh gayi "mera koi aur hai" Aur mera sab kuch bekaar tha Teri yaadon mein kho gaya Khud se hi main door ho gaya Tu muskura ke chali gayi Aur main toot ke reh gaya Teri hasi ab bhi yaad hai Meri duniya barbaad hai Tu aaj kisi aur ke saath hai Mera dil ab bhi tere paas hai Kyu itna aasaan tha tere liye Mujhe yun bhool jaana Pal pal tera intezaar tha Dil ko sirf tujhse pyaar tha Tu keh gayi "mera koi aur hai" Aur mera sab kuch bekaar tha Teri yaadon mein kho gaya Khud se hi main door ho gaya Tu muskura ke chali gayi Aur main toot ke reh gaya Ab na koi shikwa hai Na koi sawaal hai Tu khush rahe bas itna hi Mera aakhri khayal hai.

tl flagTLFemininoJovemQuenteSuaveCalmoAmigávelLimparEntretenimentoMídias SociaisVoz do PersonagemExpressivoNarrativa
Público
há 3 meses
Utilizar a voz
Ainda não há amostras de áudio

Explorar modelos relacionados

दे
देव की ऊर्जावान आवाज़
Ra
Rahul
শা
শান্ত পুরুষ কন্ঠ
An
Anuj
Ah
Ahasan
ऊर
ऊर्जावान हिंदी युवा
अभ
अभिव्यंजक पुरुष स्वर
Pr
Pria Melodi Penuh Perasaan
My
My Voice
Si
Sindhi
My
My
Vi
Vihaan