Gini

Gini

@My name Mi
0使用法
0シェア数
0いいね
0Fish Audioに保存されました

Jeena mujhe phir se woh sikha raha Hmm, jaise baarish kar de tar, ya marham dard par Koi mujhko yoon mila hai jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki seher, ya sard mein dopeher Koi mujhko yoon mila hai jaise banjaare ko ghar Muskaata yeh chehra deta hai jo pehra Jaane chhupaata kya dil ka samundar Auron ko toh har-dum saaya deta hai Woh dhoop mein hai khada khud magar Chot lagi hai usey, phir kyun mehsoos mujhe ho raha hai? Dil, tu bata de kya hai iraada tera? Hmm, main parinda be-sabar, tha uda jo dar-ba-dar Koi mujhko yoon mila hai jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki seher, ya sard mein dopeher Koi mujhko yoon mila hai jaise banjaare ko ghar Jaise banjaare ko ghar Jaise banjaare ko ghar Jaise banjaare ko ghar

hi
公開
ボイスを使用
サンプル
音声サンプルはまだありません