Fakeer aur Badshah Ek baar ek bahut bade badshah ne ek mahal banwaya. Wo mahal itna sundar tha ki duniya mein us jaisa dusra koi nahi tha. Badshah ne mahal ke darwaze par ek mela lagwaya aur announce kiya ki jo bhi is mahal ki koi kami batayega, use inaam diya jayega.
hi
Public
il y a 2 mois
Échantillons
Il n'y a pas encore d'échantillons audio
