Assalamu alaikum
Hamara ek mission hai — aur us mission se related aapse baat karne aaya hoon.
Main Jaweed bol raha hoon — JD Social Impact ka official spokesperson.
JD koi normal business nahi hai.
Ye ek aisa system hai jisme earning bhi hoti hai, aur madad bhi hoti hai.
Ham log ka product hai — JD Sip2Change water bottle.
Aap is bottle ko apne shop ya hotel me sell karte hain,
toh aapko milta hai:
10 cartons pe 1 carton bilkul FREE.
✅ 500ml bottle – ₹10
✅ 1 liter bottle – ₹20
No extra charge. Best quality. Market ke regular rate me.
Aur sabse important cheez —
Har bottle ki sale ka ek hissa needy families tak grocery help me jaata hai.
Na chanda lete hain, na dikhawa karte hain — sirf action.
Aapka kaam simple hai:
Sale lao — aur agar aap apne pincode me top sale laate ho,
toh aapko milega reward — Trophy + Certificate.
Aur agar aapka shop ya hotel achha perform karta hai,
toh uska naam JD Social Impact ke official social media pe promote bhi kiya jaata hai.
Yani earning bhi, izzat bhi, aur branding bhi.
Agar aap bhi is mission ka hissa banna chahte hain,
toh contact kijiye —
aur apne area ke official JD seller baniye.
JD bolta nahi... kaam karta hai.
Sip karo kisi ki smile bano.
नमस्कार दोस्तों, एक नई बिजनेस अपडेट शेयर कर रहा हूं। हमारी नई ट्रेनिंग प्रोग्राम में जॉइन करके आप 30 से 40 हजार तक की मंथली इनकम कर सकते हैं। कल की वर्कशॉप में डिटेल्स डिस्कस करेंगे। थैंक यू।