Akhtar Hussain bhatti
16 hours ago
0
Total Use
0
Total Share
0
Total Likes
0
Total Saved
Description
Chaliye is delivery ka analize karte hain. Bowler wide of the crease se aakar ball ko batsman ki taraf ek angle ke sath good length, off stump ke bahar release karte hain۔ Release ke waqt unka wrist bilkul seedha hota hai aur ball ke peeche hota hai۔ Ball par aakhri contact index finger ke fingertips ka hota hai، jiski wajah se ball seam up nikalti hai۔ Ball ko apni taraf aata dekh batsman ne front foot pitch ke nazdeek le ja kar cover drive khelne ki koshish ki۔ Lekin ye delivery apne angle ke sath seam par pitch hoti hai aur wahan se halka sa bahar ki taraf deviate karti hai۔ Aur ball bat ke outside edge ko chhu kar seedha first slip ke gloves mein chali gayi۔
ur
Samples
1
Default Sample
دیکھیں کیسے بلے باز کریز پر کھڑا ہے، فرنٹ فٹ پر وزن منتقل کر رہا ہے۔ بالر رن اپ سے آتا ہے، اوور دی وکٹ ایک تیز بال ڈالتا ہے۔ بال سیدھی لائن اور لینتھ پر پڑتی ہے، بلے باز کو مجبور کرتی ہے کہ وہ ڈیفینسو کھیلے۔