示例
Default Sample
plants absorb water from soil through their roots and release oxygen through leaves during photosynthesis this natural process helps clean our air and provides essential oxygen for all living beings showing another example of natures perfect balance
描述
Haan...
Haan...
Dekho Dekho Kaisi Baatein Yahaan Ki
Hain Saath Par Hain Saath Naa Bhi
Kya.. Itni Aasaan Hai..
Dekho Dekho Jaise Mere Iraade
Waise Kahaan Tere Yahaan Thay
Haan.. Kitni Nadaan Main..
Mere Husn.. Ke ilaawa..
Kabhi Dil Bhi
Maang Lo Na
Haye Pal Mein
Main Pighal Jaaun Haan
Ab Aisa.. Naa Karo..
Ke Dil Jud Naa Paaye Waapis
Teri Baaton
Se Bikhar Jaaun Haan
Maana Zamaana Hai Deewaana
Isiliye Tuune Naa Jaana
Tere Liye Main.. Kaafi Hoon..
Dekho Dekho Yeh Zamaane Se Thakk Kar
Aate Ho Kyun Masoom Ban Kar
Tere Liye Main.. Kya Hi Hoon
(Haan~~...)
Phir Aate.. Kyun Yahaan..
Karne Aankhon
Mein Ho Baarish
Ab Aaye
Toh Thehar Jaao Na
Aur Poocho Naa Zara
Mere Din Ke
Baare Mein Bhi
Bas Itne
Mein Sambhal Jaaun Haan
Haan Ek Din
Kabhi.. Koi
Jab Bhi Padhe
Kahaani..~ Teri
Lagtaa Mujhe
Mere Naam Ka
Zikr Kahin
Bhi Hoga Nahi...↑ Oh~~
Main Yahin
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Dekho Yeh Dil Ka Haal Kya
Hothon Se Hota Naa Bayaan
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Kaisa Naseeb Hai Mera
Milke Bhi Naa Mujhe Mila
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Teri Adhoori Si Wafaa
Maangu Main Maangu Aur Naa
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Dekho Dekho Kaisi Kheenchi Lakeerein
Chaahe Bhi Dil Toh Bhi Naa Jeetay
Main.. Is Daud Mein Nahi
Dekho Dekho Kaisi Baatein Yahaan Ki
Baatein Yehi Dekhun Jahaan Bhi
Main.. Is Daur Se Nahi
总点赞数
0
0
总标记数
0
0
总分享数
0
0
总使用数
1
1