Assalamu Alaikum aaj main aap logo se parenting ke baare me baat karungi ki apka baccha apki baat kyu nahi sunta Aap jitna bhi samjha lo… agar aap khud waisa nahi karte… to bacha kabhi nahi seekhega… Wo aapki baatein nahi… aapki aadatein follow karta hai…