“Jis dard se usne mujhe bahar nikala tha, aaj usse bhi zyada dard wahi de rahi hai… Usne toh kaha tha ‘Main hamesha sambhal ke rakhungi tumhe,’ phir aaj aisa kyun lag raha hai jaise sabse zyada bikhar bhi usi ne diya mujhe… Maine uski wajah se har purana gham bhula diya tha, par ab lagta hai maine apna sukoon hi uske hawale kar diya tha…” Ussi voice mein ye pure shayari padho