Fish Audio
Fish Audio
홈
발견

제품

스토리 스튜디오
텍스트 음성 변환
음성 만들기
효과음
오디오 분리
음성을 텍스트로
새로운 기능
튜토리얼
지금 업그레이드
Soma

Soma

@Nishan Chakma
사용 방법12
공유하기0
좋아요0
Fish Audio에 의해 저장됨0

I am sorry... Main jaanta hoon ki maine jaane anjaane mein tumhein bahut takleef pahunchayi hai. Ho sake to mujhe maaf kar dena. Main bura bilkul bhi nahin hoon, bas mera waqt itna bura chal raha hai ki sab kuch chhoot gaya — shaadi bhi, zindagi bhi. Mera intention kabhi bhi tumhein dukh dene ka nahi tha. Main sirf koshish kar raha tha ki kisi tarah tumhein mana loon, tumse baat kar loon, tumse mil loon — par main woh bhi nahi kar paaya. Ab to meri himmat bhi toot gayi hai... aur khud se nafrat si hone lagi hai. Meri zindagi mein tum hi woh insaan thi jiske saath main dil khol ke baat kar sakta tha. Tum meri himmat thi, meri taqat thi, mera pyaar thi, mera sab kuch thi. Mera mann kehta hai ki ek din tumhein meri yaad zaroor aayegi, Aur tab tum samjhogi ki main jaisa bhi tha, maine tumse bina kisi expectation, bina kisi ummeed ke pyaar kiya tha. Shayad tum mere bina zyada khush ho... to meri sirf ek dua hai — Bhagwan tumhari har khwahish poori kare. Tum jahan bhi raho, khush raho... hamesha.

hi flagHI여성중년내레이션스토리텔링깊은차분함전문가지우기Hindi
공개
일 년 전
음성 사용
아직 오디오 샘플이 없습니다

관련 모델 탐색

Pa
Parel
So
Sonam
S1
S1
2
2
Ma
Male
Ja
Jay Harrington is
De
Deb Saha
Pr
Prashant
Ca
Can yaman
An
Anuj
Av
Avinash
Av
Avinash